Tuesday 20 August 2013

Aaya tha ghar sanvarane ehasan kar gaya



Aaya tha ghar sanvarane ehasan kar gaya
barbadiyon ka aur bhi samindagi ke sath
do char pal ke mujh se jo pehchan kar gaya
aankhon ne jis ke shauq mein raten sajai thin
khvabon ke anjuman wohi van kar gaya
ab tak rahi us ke yaad meri ziran kar gaya
jhonka nasim-e-subah ka aaya to tha magar
gulshan ke har kali ko pareshan kar gaya

-by Shoumik Das

1 comment:

Note: only a member of this blog may post a comment.